Loading Video...
  1. ae watan ham hein terii sham'a ke - masood rana
  2. hawa sey moti - aag ka darya - remix
  3. mun ja mun ja
  4. balma chal kar (aag ka darya)
  5. aag ka darya - awaz de aey subh
  6. yaarab ye balaon mein - aag ka darya
  7. raat aayi tau saqi ne - aag ka darya
  8. balma jhalak dikhata - aag ka darya

Aag ka Darya (1966)

Added: November 1st, 2009 Under: Pakistani Filmi Music Videos

patriotic song Film: Aag ka Darya Released on: January 24, 1966 Actors: Shamim Ara, Mohammad Ali,Nasira,Lehri, Saqi, Jaafri Producer: Ammanulla Khan Director: Hamayun Mirza Music: Ghulam Nabi, Abdul Latif Lyrics: Josh Malihabadi Singers: Noor Jehan, Naseem Begum, Irene Perveen, Salim Raza, Ahmad Rusdhi and Masood Rana ae watan ham he.n terii sham'aa ka parwaano.n me.n zindagii hosh me.n hai, josh hai eemaan.on me.n dil-e-uushaak kee maani.nd yeh taptay medaan yeh lachaktay huuay jangal yeh thiraktay armaan yeh pahaa.ro.n kee gha.taao.n me.n jawaanee kee u.thaan yeh machaltay huuay daryaao.n me.n a.ng.raa'ii kee shaan kitnay roshan he.n diyay teray shabistaano.n me.n teray mazduur kee aankho.n kay sharaaray lekar teray dehqaan kay maathay kay sitaaray lekar chaa.ndanii bo'e.n gay jhulsay huuay maidaano.n me.n ham tujhay aag ka daryaa nahee.n ban_nay de.ngay zul-o-nafrat k atamaashaa nahee.n ban_nay de.ngay tujhko pa le.ngay mohabbat kay gulistaano.n me.n